5 Electric Energy Saving Tips in Hindi

5 Electric Energy Saving Tips in Hindi

friends aaj mai aap logo ko is post me Electric Energy saving tips dene ja raha hu. Electricity save karne ka sabse bada fayda hai apka monthly electric bill kam ayega. hamane kafi research karke aap logo ke liye 5 bijali bachane ke tips collect kiye hai...

10 Electric Energy Saving Tips in Hindi -

  1. Sabse pahla tips to yahi hai ki agar apko jarurat nahi hai to switch ko off kar de. 
  2. aajkal market me Energy efficient Led bulb availble hai to apne house ki old CFL lights ko unase replace karde. isase apko bright light milegi aur lagbhag 40-50 % Tak bijali ki bachat ho jayegi. 
  3. agar aap koi naya Electric appliances buy karne ki soch rahe hai to 5 star Rating wala hi le. 5 star rating wale product bahut kam bijali consume karte hai.
  4. apne ghar me lage purane electric appliances ko sale karke naye 5 star rating wale appliances ke sath replace kar de. isase apke pass appliances bhi naye aa jayenge aur apki bijali bhi bachane lagegi. ha isame apka kharcha to hoga but apko fayda bhi hoga.
  5. agar apke ghar me refrigerator hai to aap refrigerator ko aisi jagah par rakhe jaha pahle se hi cool ho isase apka refrigerator kam bijali consume karega.
Friends mujhe ummeed hai apko ye 5 bijali bachane ke Tarike pasand aaye honge. agar aap in sabhi tariko ko use karte ho to apko kafi fayda hoga. aur i hope apko meri ye post pasand aayi hogi. isi tarah ki aur jankari pane ke liye aap hamari website www.kalpesu.com par visit karte rahiye....... Thanks

0 Response to "5 Electric Energy Saving Tips in Hindi "

Post a Comment