Group Video Call Kaise Kare

Group Video Call Kaise Kare

hello friends aaj ham aap logo ko batane ja rahe hai ki aap Group Video Calling kaise kar sakte ho . friends Group video call karne ki jankari dene se pahle mai aapko bata deta hu ki group video calling hoti kya hai ? friends jab aap kisi ak person se video call karte ho to use normal video call hi kahte hai. lekin jab aap ak se jyada logo ke sath video calling karte ho to is tarah ki call ko group video calling kahte hai. to i hope ab apko samjh me aa gaya hoga ki group video calling kise kahte hai. 
friends isase pahle maine apko bataya tha ki video call kaise karte hai agar apne wo post nahi dekhi to aap niche di gayyi link par click karke dekh sakte ho. 

to chaliye ab ham apko batate hai ki Group Video call kaise ki jati hai. 
Group video calling kaise kare
Group Video Calling करना सीखें

Group Video Call Kaise Kare - 

Friends waise to group video video calling karne ke tarike bahut se hai. lekin mai apko yaha facebook messenger se group video calling karne ki jankari dene ja raha hu. to chaliye suru karte hai. 

1 - facebook messenger se video calling karne ke liye apko sabse pahle jin logo se video call karni hai. un logo ko select karke ak facebook chat group banana hai. 
group video calling using facebook messenger
2- aur fir group ko open karna hai. aur right top corner me 2 option aa rahe hai. ak voice calling ka aur ak video calling ka aap chaho to first option par click karke group voice calling start kar sakte ho. aur agar aap group video calling karna chahte ho to aap second wale option par click karke group video calling start kar sakte ho. 
friends facebook messenger se group video calling karna  bahut hi easy process hai. agar apko group video calling karne me problem aa rahi hai to aap niche comment karke puchh sakte ho. 

0 Response to "Group Video Call Kaise Kare"

Post a Comment