How To Order Domino's Pizza Online in India - Hindi
so friends aaj ki is post me mai aap logo ko batane ja raha hu ki domino's pizza ko online ghar baithe kaise book kar sakte ho. friends agar aap bhi janana chahte ho ki online Domino's pizza kaise book hota hai to aap bilkul sahi jagah par hai. friends aajkal pizza ka name sunate hi apke mind me Domino's aur macdonald ka name aa jata hai. aaye bhi kyo na kyoki ye itane popular ho hi chuke hai. domino's pizza ki delivery lagbhag sabhi india ki big cities me hoti hai. ye videsho me bhi delivery deta hai lekin yaha ham india ki bat karenge.
jaise delhi,lucknow,mumbai,kolkata,bhopal,chennai etc aise bahut se cities hai jiname domino's apni service deta hai. matlab agar aap un cities me rahte hai to aap apne ghar par pizza maga sakte hai. inki kuchh sarte hai jaise apko minimum 300 rs tak ka order karna hai. agar aap isase kam ka order karte hai to wo home delivery service nahi denge. to chaliye ab ham point par aate hai aur apko batate hai ki online pizza order kaise karna hai.

How To Order Domino's Pizza Online in India -
domino's pizza online order karne ke liye apko apne smartphone me domino's ki app ko install karna hoga. agar aap android user hai to aap play store se domino's ki app ko install kar sakte hai. aur agar aap iphone user hai to aap apple app store se domino's ki application ko download kar sakte ho. usake bad apko simple app me mobile number dalkar registration karna hota hai.
usake bad apko menu me se jo order karna hai wo select kare. aur apna address fillup kare. usake bad apke mobile number par ak domino's pizza store se call ayega wo apse puchenge ki apko pizaa chahiye ya nahi. to bas apko bata dena hai aur apka pizza within 30 min me apke ghar par aa jayega. domino's pizza kaise order karte hai aur kaise ghar tak aata hai ye dekhane ke liye niche di gayyi link par click karke video dekhe.

0 Response to "How To Order Domino's Pizza Online in India - Hindi "
Post a Comment