Google Adsense Account Ko Verify Kaise Kare - in Hindi
Friends agar aap ak blogger hai ya youtube par video dalkar paisa kamana chahte hai aur isake liye apne adsense account bana liya hai. aur ab aap apne google adsense account ka Address verify karana chahte hai to aap bilkul sahi jagah par hai. aaj mai aap logo ko google adsense verify karne ka process detail me batane ja raha hu. dosto isase pahle ham yah jan lete hai ki hame google adsense account verify karane ki jarurat kyo padti hai.
friends agar apko google adsense account verify karane me kisibhi tarah ki problem aa rahi hai to aap niche diya gaya video dekh sakte ho is video me apko sari information di gayyi hai aur apko adsense account verification ka demo karke bhi dikhaya gaya hai.
Why we Need To Verify Google Adsense Account -
friends google ke rules ke according adsense se payment recieve karne ke liye apko adsense account verify karana padta hai. aur yah verification isiliye karaya jata hai taki ak person ak se jyada google adsense account na bana sake. isiliye google apke home address ka verification karta hai. to chaliye ab ham apko batate hai ki kaise apko apna google adsense account ka address verification karna hai.
How To Verify Address in Google Adsense Account ( Hindi ) -
Jab apke Google adsense account ke main balance me 10$ ho jate hai tab automatic google apke ghar (home) Address par google adsense ak letter send karta hai. aur apko us letter ke under ak pin likha hota hai usko apko apne google adsense account ke dashboard me jakar upar ak action ka button hota hai us par click karne ke bad niche diye gaye box me enter karna hota hai.
aur fir apka google adsense account verify ho jayega. friends kuchh log apna google adsense account banate time wrong address dal dete hai jis wajah se unka pin wrong address par pahuch jata hai aur wo usko verify nahi kar pate hai so meri aap logo se yahi reuqest hai ki google adsense acccount create karte time sahi name and address ko dale.

Google Adsense Address verification letter |
friends agar apko google adsense account verify karane me kisibhi tarah ki problem aa rahi hai to aap niche diya gaya video dekh sakte ho is video me apko sari information di gayyi hai aur apko adsense account verification ka demo karke bhi dikhaya gaya hai.
aur agar apka fir bhi google adsense address verification se related koi question hai to aap niche comment karke puchh sakte ho.
0 Response to "Google Adsense Account Ko Verify Kaise Kare - in Hindi "
Post a Comment