Aadhar Card Ko Sim Card se kaise Link Kare ?
friends indian government ne ak notice jari karke bataya hai ki aap apne sim card ko aadhar card se link karwa lo nahi to apka sim band kar diya jayega. to aaj ham is post me aap logo ko batane ja rahe hai ki kaise aap apne sim card ko aadhar card se link karwa sakte ho. aur Sim card ko Aadhar card se link karwane me jo problem aa rahi hai aaj ham thoda un par bhi discuss karenge.
friends Aadhar card ko sim card se link karwane ki last date 6 feb 2018 hai.
Problem - ab ham ak bahut hi major problem ke bare me bat karte hai. i know india me aise bahut se log hai jo kisi dusare ki id se sim card chala rahe hai. ya fir unhone fake id dekar sim buy ki thi. ab un logo ko ye problem aa rahi hai ki wah apne aadhar ko us mobile number se kaise link karaye. to agar aap bhi kuchh isi tarah ki problem me hai to mere pass hai iska solid solution hai.
mnp karane ke liye apko simple kisi bhi company ke store me ja sakte ho. apke city ya area me jis company ka network accha ho aap usi me mnp karao to jyada better hai. to i hope apko ye information pasand aayi hogi. agar apka Aadhar linking se related koi bhi question hai to aap niche comment karke puchh sakte ho.
Aadhar Card Ko Sim Card se kaise Link Kare ? -
Process - friends Sim card ya mobile number ko Aadhar se link karne ke liye apko apne network provider ke store jana padega aur waha apko apna aadhar card dena hoga. fir wo apka Aadhar number aur mobile number dalkar fingerprint verification karenge. verification complete hone ke bad apka mobile number successfully Aadhar number se link ho jayega.
to friends ye tha process ke kaise aap apne mobile number ko Aadhar card se link karwa sakte ho. apne network provider ka nearest store address pata karne ke liye aap google par search kar sakte ho. Ex- Vodafone store near me
to friends ye tha process ke kaise aap apne mobile number ko Aadhar card se link karwa sakte ho. apne network provider ka nearest store address pata karne ke liye aap google par search kar sakte ho. Ex- Vodafone store near me
friends Aadhar card ko sim card se link karwane ki last date 6 feb 2018 hai.
**Update - Friends abhi naya update aaya hai ki aap 14546 number dial karke Ghar baithe hi apne mobile number ko Aadhar card se link kar sakte ho. aur Aadhar card link karne ki last date 31st march 2018 hai.
What if your sim card detail not matched with Aadhar card detail ? -
bro upar to hamane apko basic information de di ki apko apne mobile number ko Aadhar card se kaise link karwana hai.Problem - ab ham ak bahut hi major problem ke bare me bat karte hai. i know india me aise bahut se log hai jo kisi dusare ki id se sim card chala rahe hai. ya fir unhone fake id dekar sim buy ki thi. ab un logo ko ye problem aa rahi hai ki wah apne aadhar ko us mobile number se kaise link karaye. to agar aap bhi kuchh isi tarah ki problem me hai to mere pass hai iska solid solution hai.
Solution - Apka jo sim card hai usame apni id lagwane ke liye apko company change karni hogi. jaise man lo aap vodafone ka sim card use kar rahe ho aur jo sim apke pass hai wo apne kisi dusari ki id par li thi. to ab aap usko kisi dusari company like airtel,idea..... me mnp ( Mobile number portability ) kara lo. tab apki id usi number par lag jayegi.
mnp karane ke liye apko simple kisi bhi company ke store me ja sakte ho. apke city ya area me jis company ka network accha ho aap usi me mnp karao to jyada better hai. to i hope apko ye information pasand aayi hogi. agar apka Aadhar linking se related koi bhi question hai to aap niche comment karke puchh sakte ho.
0 Response to "Aadhar Card Ko Sim Card se kaise Link Kare ?"
Post a Comment